hi friend ajj maine abb app ko adrak kye photo share kero ga aur adrak kye faida bation ga.adrak sheat kye lyeahi acha hota hai uss sy app khai bamrion door hotey hai.jigar kye lyeahi aur dil wahlion kye lyeahi adrak ka pani bhut faida ka hota hai.adrak kye juice sy app kye sugar cantro;l hogye aur app ka dimaq bhi taiz hoga uss sy.adrak ko hum haar salan maine istmaal karte hai uss kye bagire salan ka mazaa hai nhai ataa.
adrak ka salan bhut mazaa ka banta hai maine bhi zaida adrak wala khanaa pasand karta hoo aur mere family wale bhi adrak ka zaida istmaal karte hai.