aap sabhi pyare dosto ko IPL ke baare me kucch jaruri baate batana chahta hu BCCI ne bataya he. ki IPL ka udghatan samaroh nahi manaya jaayega kyu ki kyu ki paise ki bahut hi jyada barbadi ho rahi he. or is me jo opning ke liye kharch kiya jata he us paise ko kucch nek kaam me lagaya jaayega .