Aaj akele hi pizza khaane chala gaya tha friends, Aur roj to main apne friends ke saath jaata hoon lekin aaj sab ke sab saale busy they aur aaj bahut din baad pizza khaya hai yaar pahle to main daily pizza khaata tha lekin yaar rojana nahi khaana chahye isliye aaj kal thoda control kiya hua hai. Aaj kal biryani bahut khaa raha hoon.
Pizza aisa food hai rojana khaane se dikkat ho sakti hai isliye main rojana nahi khaata hoon. Pahle to roj hi khaata tha yaar. Aur iss baar kharche bahut huye hai isliye maine nahi khaya jyada. Aaj kaafi din baad pizza khaa ke maza aa gaya mere friends. Sayad main aaj 15 din baad pizza khaaya hai.
Iss month me ek baar bhi nahi khaaya tha last time pichli month hi khaaya tha. Aaj pizza khaa ke maza aa gaya aur kabhi bhi main kewal pizza nahi khaata hoon saath me cold drink bhi leta hoon aur coca cola mera favourite cola hai mujhe yahi wala jyada pasand hai. Aap kon sa cold drink peete ho jyada.