Aam ke aashiq ab alert ho jao ye baat alag thi ke jab aap our ham be zizzak aam ke maza le rahe they.
Lekin wo garmiyo ka mousam tha ab wo aam ke faide nahii rahe jo garmiyo ke mousam me ham le rahe they.
Garmiyo ke mousam me aam ke khane se bahut faide they.
Lekin ab barish ka mousam suru ho raha hai. Kai jagah par apne suna hoga jodhmaar barish hui hai.
Sayed apke waha bhi hui hogi hamare yaha abhi saeuaat ho chukki hai.
Is aam ko is barish me mousam me khane se apko nukshan ho sakta hai. Gamoriya sarir par other dagh our bhi kai.
Sarir me nukshan ho kasta hai. To aaj mera yaho kahena tha ke ab aap aam se Savdhaan ho jao bas