Pakistan main Haleem bohat ziada khana pasand kia jata hai aur Moharam main log ghar main haleem bohat ziada banate hain Haleem bohat hi mazeedar hota hai aur ye bohat shoq se khaya jata hai Karachi Lahore main haleem ko bohat pasand kia jata hai aur Moharam main log Haleem ki deeg bana kar ghareebo main taqseem karte hain Main bhi haleem bohat shoq se khata hon Haleem sab daal mix kar k banaya jata hai aur apni marzi se is main beef aur murgh ka istemal kia jata hai bache bhi bohat shoq se haleem khana pasand karte hain haleem ko naan k saath bhi ziada khana pasand kia jata hai aur haleem naan k saath bohat mazeedar lagta hai main bhi naan k saath haleem bohat shoq se khata hon