Haleem Pakistan main bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai aur Pakistan main Karachi ka haleem bohat ziada mashoor hai aur Pakistan k city Karachi Lahore Multan Hyderabad main haleem ko khana bohat pasand kia jata hai aur log is ko bohat shoq se khate hain haleem sab daal mix kar k banaya jata hai aur is main beef aur murgh bhi dala jata hai jo is ko aur bhi ziada mazeedar bana deta hai haleem ko banana aik mushkil kaam hai aur haleem banane k liye bohat mehnat karni parti hai jab haleem tayar ho jata hai to is par fry kia hua piyaaz aur lemon nichoor kar khaney k liye peesh kia jata hai log haleem ko naan k saath khana pasand karte hainaur mujhe bhi haleem khana pasand hai