Sipahi marte marte kaha alijaha lotero Ka ek groh abhi abhi Sher me dakhil Hua he, unke sardaro ke muh par nakab tha uski awaz se mujhe yakin he ke wo koi darbaar ka admi tha itna kehkar sipahi chal basa, Parvez subah tak uski jagha pehra deta raha jab lootero ka group loot mar karke wapis ata dikahi diya to Parvez ek taraf chup gaya jo hi us groh ka akhri sawar uske kareeb aya to usko Parvez NE muh bandh karke giradiya aur use bandh kar darbaar me le gaya,.......