Aaj jumma ka Mubarak din hai ye din musalmano ke liye EID se kam khushi nahii hoti.
Dosto is mubarak din main aaj main apko achhi baat batana chahti hu.
kabhi bhi kamyabi ko dimag or
Na kamyabi ko dil me jaga mat dena
Kyu ki kamyabi dimag me takkabur
Or
Na kamyabi dil me mayusi paida kar deti he
Asalamoalaykum warahamatulla wabarakatahu
Duva me yaad
Juma mubarak