दोस्तों आपको पता ही होगा आज कल केरल में काफी लोग परेशां हे बाढ़ इतनी खतरनाक हे के बोहोत होगयी हे और बोहोत सरे लोग बाढ़ में फसे है और अभी तक बताया यह जा रहा हे के केरल में १०० साल का रिकॉर्ड टूट गया हे और अभी तक ३५७ लोगों की मौत होगयी हे यह भी एक दुःख की बात हे हमारे परधान मंत्री ने ५०० क्रोई की मदद की सहाय की घोसना की हे और बोहोत साडी रेस्क्यू टीम भी काम में लगी हुवी हे और और भी स्टेट्स के फंड्स के साथ मदद आरही हे उम्मीद हे यह जल्द सब कुछ ठीक हो जाये
Image Source
dosto apko pata hi hoga ke aaj kal kerl me kafi log pareshan he baadh itni khatarnak he ke bohot ki ghatak hogai he aur bohot sare log baadh me phase he aur abhi tak bataya ja raha he ke keral me 100 saal ka record toot gaya he aur abhi tak 357 logon ki maut hogayi he yeh bhi ek dukh ki baat he humare pradhan mantri ne 500 crore ki madad ki sahay ki ghosna ki he aur bohot sari rescue team bhi madad karne ke liye lagi huwi he aur bhi states madad ke liye funds bhej rahe he aur yeh bhi ek acchi baat he ummid he keral ke logon ki madad karne me hum sare log apna kuch na kuch hissa milayein