aj main dophar k kahney main murgh tikka biryani haleem aur sabzi khayi Pakistan main ziada tar log dophar k khaney main roti aur naan k saath khana pasand karte hain murgh tikka bohat hi mazeedar aur laziz tha aur haleem bhi bohat ziada spicy aur tasty tha main ne bohat maze k saath dophar ka khana khaya aur birynai bhi khayi Pakistan main biryani khana bohat pasand kia jata hai aur bache bhi bohat shoq k sath biryani khana pasand karte hain biryani ki bohat c kisam hain jaise k murgh biryani beef biryani aur mutton biryani Pakistan main log dophar k khaney main haleem naan k saath khana pasand karte hain aur bohat shoq se khate hain