Hamare yaha aaj barish ka mousam suru ho gaya hai.
Aaj 8 baje se lekar light power off hai kareeb ek ghanta ho chukka hai.
Abhi me bahar baithi hoon halki halki our thandi thandi pawan chalu haii.
Our bijli ka kadade bahut ho rahe hai bijli hoti hai to puri zameen white ho jati hai.
Our aisi bijli ke baad bahut zor se badal garage te hai. Jaise pahad gir ke pada ho aisi aawaze aa rahi hai.
Lo abhi to puri hui bhi nahii hai our light power on ho gayi.
Khair jo bhi hua achha hua to friends mere post kar ne ka aaj yahi matlab hai.
Ke aapke yaha kaisa mousam hai barish ko lekar.