Murgh Qorma Pakistan main bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai aur ye bohat hi mazeedar aur laziz hota hai murgh qorma murgh k saath masala aur dahi mix kar k banaya jata hai aur is ko roti aur naan k saath khana pasand kia jata hai dopahar k khaney main salaad ka bhi apna hi maza hai salaad hamare jisam k liye bohat mufeed hai aur salaad main kheera tomator piyaaz k saath banai jati hai aur ye bohat hi sehatmand hoti hai main bhi bohat shoq se salaad khana pasand karta hon murgh qorma bhi bohat ziada pasand kart hon bache bhi bohat shoq se murgh qorma roti k saath khana pasand karte hain