hello frends;
jaisa ke aap chart me dekhrahe ho ke bitcoin april ke mahine me ek dawn trend ke baad lagbhag 15 dino ke liye bitcoin side ways gaya tha phir uske baad bitcoin 10000 doller ke liye incrise hua .
aaj bhi usi tarha se ek down trend ke baad bitcoin aur 10 se 12 din ke liye bitcoin side ways move karega or pir hum lo dekhenge bitcoin ka bull run.