Hello Friends how are you all,umed ha app sab log theak hon gay,Friends ajj ya jo photo main nay share ke han ya b mari ke han Friends ya bohit he khabsurat place ha,wahan lambay lambay tree han aur har tarf green green ha,aur wahan pani ke nadian b bahti han, in ka pani bohit he thanda hota ha , aur app es main apna hath dalo to app ka hath sun ho jiya ga,aur sadion main to yahan barf parti ha aur barish b hoti rahti ha ,barish waqfay waqfay say hoti rahti han wahan,es liya sardion main yahan janay ka app shoia b mat. sardion main yahan k nazray dakhnay k kabal hotay han, lakin thand atni zayda hoti ha k app ke kulfi jay ge abi.