Pakistan main Nihari bohat ziada mashoor hai aur bohat ziada pasand ki jaati hai Pakistan main loh Nihari bohat shoq se khate hain aur Sehri main Nihari khaney ka apna hi maza hai Karachi Lahore aur Pakistan k baqi shahro main bhi log Nihari ko bohat ziada pasand karte hain aur bache bhi bohat shooq se nihari khana pasand karte hain Pakistan main Karachi ki Nihari bohat ziada pasand ki jaati hai aur agar koi bhi kabhi bhi karachi jaye to woh wahan par Nihari aur Biryani zaroor khaney main khata hai
Nihari gosht k saath banai jaati hai aur Karachi ki Nihari main ziada tar beghair charbi k gosht ka istemal kia jata hai aur Nihari ko Adrak lemon aur hari mirch k saath peesh kia jata hai Nihari ko garam roti k saath khaya jata hai kuch log Nihari ko Nan k saath bhi khana pasand karte hain lekin Nihari ka apna hi maza hai Garam garam roti k saath nihari khana k apna hi maza hai main ne kal sehri main Nihari k saath khana khaya Nihari bohat hi mazedaar aur behtreen khana hai aur log ziada tar sardio main Nihari khaney ko tarjeeh dete hain