Hello my friends,
Here is my entry for #landscapephotography contest hosted by i hope you like my picture.
Friends kisay han app sab log dua ha app ka din acha guzray, Friends main ajj ya jo photo share kar rahi hon umed ha app ko pasand ay ge , Friends ya photo main nay apnay mobile say utari han, umead ha app ko achi laggian ge, Friends ya photo wadi swat ke han ya wadi pakistan main ha , ya bohit he khubsurat wadi ha, pakistan main main ya sab say khubsurat juga ha, hum log ak month tak yahan rahay thay main nay yahan bohit he zida injoy kia tha , ya wadi he he atni khubsurat k app ko yahan aa kar qudrat k in haseen naziron ka pata chlay ga ka qudrat nay waqi he ya wadi haseen ha,hum nay es say khubsuat wadi nai dakhi, umed ha app ko meri photo pasand ay ge.