Hello my friends,
Here is my entry for #landscapephotography contest hosted by ,please Friends like my picture.
Friends kisay han app sab log main ak dafa phir hazar hon apni nai photo k sath , umed ha app ko ya photo b pasand ay ge,
Friends yahan ya jo photo main nay app k sath share ke han, yahan pahadon k uper gas ugi houi ha, har tark sabz gas ha, yahan k log nay goats aru cow rakhi houi han, wo roznay apni cow aur gots k yahan gas khlnay k liya lathay han, bohit he payari com aur cow hoti han mujay ya bohit pasand ha,main nay in milk b nikal k pia ha jo bohit mazay ka ha, Friends yahan k log subo subo apni cow aur goats yahan chod kar chalay jatay han aur apnay apnay kam main lag jatay han, cow aur cow aru goats gas hati rahti han jab in ka pait par jata ha to ya khud ha wapis chali jati han, aur sham ko ya log in k milk nikal k petay han .