Dear Steemians,
Ye meri aaj ki photo dekh lo abhi thodi der pahle maine ye photo liya hai. Mast lag raha hai na photo. Aaj nadi ki taraf gaya hua tha aur main bhi paani me hi hoon. Paani par hi jaa ke maine ye photo liya hai. Bahut samay baad aisa mast koi photo le paaya hoon.
Mujhe yakeen hai aap ko meri photography pasand aayegi. Agar aap ko meri photo achhi lagi to fir comment kar ke apna raay jarur de main aap ke comment ke intezaar kar raha.
EXIF INFORMATION
| Camera | Nikon D3200 |
| Shutter Speed | 1/100 sec |
| Aperture | f/5.6 |
| ISO | 100 |
| Focal length | 18 mm |
| Location | Guwahati |