- A Beautiful Picture *
Mujay qudrati mazar bohot acha lagtay hain aur main ahian camray main qeed karlayta hon .Buchpan main main mukhlif color full magzeen main say khobsorat manazar ki tasverian kanchi say kat ka aak dairay main chipka layta layta tha aur sub ko dekhata tha qudrati manazar mujay shoro say hi bohot pasand hain main inhain bohot shook say dekhta haon aur mera dil ya chata hay ka main sari dunyia gomo aur dunyian kay tamam nazaron say lotaf andoz hon .
source file: https://unsplash.com/photos/LLV7TGw-uGA