1)Wakt rhte hi sudhar jana mere dusman
Warna mera time ayega
To tumko kya tumare baap ko bhi sudharna padega.
- jese tumne dusre ki jindgi ko mara hai
Usi tarah tumko bhi tadph-tadph ko marna padega.
- khub chali tumari gunda gardi ab nahi chalegi
Yanha rehna hai to inshaniyat ki tarah rehna padega.
4 )Or as padosh ke Badsah bhi hamare darwar sar jhukane ate hai
To Tumare khandan ko kya tumko bhi sar jhukana padega.
- Warna jangal ke raja sher ko bhi sarkash me nachte dekhe hogen
Tumko bhi usi tarah nanga nacha degen.
Or tumara kya tumare baap Carecter bhi mitti me mila degen