Jab Jab Dard Ka Baadal Chaya
Jab gham Ka SaayaLehraya
Jab aansu palko tak ayaa
Jab yeh tanhaa dil gabria
Hamne dil ko yeh samjhaya
dil aakhir tu kiun rota hai
Dunya Main Yuin Hi Hota Hain.
Yeh Jo Gehre Sannaate Hain
Waqt Ne Sab Ko Hi Bhaante Hain
Thora dard hai sabka Qissa
Thori dhoop hai sabka hissa
Aankh Teri Bekaar hi Nam Hain
Har Pal Ek Naya Maosam Hain
Kiun Aese Pal Tu Kho ta Hain
Dil Aakhir tu kiun Rota Hain💔
Liked my artical? Comment your favourite poetry lines in comment. And dont forget to upvote and follow me. Thanks.