Hi friend ajj maine app sy kye apni iftaar kye time jao maine khata hoo shouq sy dish uss kye photo share kero ga.humere pakistan maine loog dai bhala bhut shouq sy khate hai aur maine bhi bhut shouq sy khata hoo mere mother na khudh tyaar kye hai dai bhaile aur woh bhut tasty aur mazaa kye thy maine bhut shouq sy khai.Iftaar maine ramzan kye din maine dai bhala ka istmaal humere ghar maine bhut zaida hota hai yeahi bhut shouq sy khai jatey hai.
jaab ramzan maine maine apni dostion kye iftaare kero tu unn ko dai bhala zhoure saath hotey hai.Dai bhala market sy bhi app ko mel jatey hai.But jao app khudh uss ko tyaar kero gai uss ka apna mazaa hoga woh zaida achi aur mazaa kye hotey hai.