Salaad poori dunya main bohat ziada khaney k liye pasand ki jati hai poori dunya ki tarah Pakistan main bhi salaad ko khaney k liye bohat pasand kia jata hai salaad ko moli gajjar kheera aur piyaaz k saath ziada banaya jata hai salaad harami body k liye bohat ziada sehatmand aur faidmand hai aur ye hamari body ko bohat taqat deti hai lunch aur dinner main salaad ko bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai salaad k bohat se faida hain aur doctor bhi salaad khaney k mashwara dete hain salaad bohat sehatmand hai mujhe bhi salaad khana bohat pasand hai aur main salaad ko dophar k khaney k saath khana pasand karta hon