Samosa poore south east Asia main khana pasand kia jata hai aur log bohat shoq se samosa khana pasand karte hain samosa k bohat c kisam hain jaise k qeema wala samosa aloo wala samosa sabzi wala samosa aur murgh wala samosa Pakistan main bhi log bohat shoq se samosa khana pasand karte hain aur barish k mosam main log samosa aur pakoray bohat shoq se khate hain aur log ghar main hi samosa banane ka ahtimam karte hain ghar k bane hue samosa bohat hi mazeedar aur laziz hote hain aur samosa ketchup aur dahi k raita k saath khana ziada pasand kia jate hain mujhe bhi samosa khana pasand hai aur barish main samosa khaney ka apna hi maza hai