Hi friend ajj maine app ko apna maanpasand sharbaat kye photo share kero ga app kye saath.Ajj maine iftaar maine falsie ka sharbat pyaa.jao mujhe bhut acha lagta hai falsa jisam kye garmi ko kitham karta hai.aur insan uss sy apni app ko fresh mehsoose karta hai.mujhe falsa ka sharbaat acha lagta hai.app garmion maine falsa ka zaida sy zaida istmaal kerehai tu app kye sheath teek rehai gyee.All over world maine sharbaat maine saab sy zaida istmaal falsaa ka sharbaat hota hai pakistan maine bhi uss ka istmaal zaida karte hai loog.
Jaab garmion kye mousam maine mere pass mere dost ayaai tu maine un ko failsa ka sharbaat hai phailta hoo.humere ghar agr koi mehmaan ayaai hum uss ko falsa ka sarbaat hai detye hai.aur maine apni dostion kye saath bazaar jao wah phire bhi hum dost falsaa ka sharbaat hai phaite hai.falsaa ka sharbaat bhut mazaa ka aur tasty hota hai.