pakistan sameet poore Asia main shwarma bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai Pakistan ki tarah United Arba Emirates Turkey Egypt Saudi Arabia main bhi shwarma ko bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai aur ye bohat hi laziz aur mazeedar hota hai shwarma bread k ander chicken rakh kar banaya jata hai is main is k ailawa kuch sabzian bhi istemal ki jati hai kuch log spicy shwarma khana pasand karte hain