shwarma bohat hi ziada mazeedar aur laziz hai aur ye asia main bohat shoq se khaya jata hai aur log bohat shoq se shwarma khana pasand karte hain Saudi Arab Turkey Syria Egypt United Arab Emirates main bhi shwarma bohat shoq k sath khaya jata hai aur log bohat shoq se shwarma khana pasand karte hain shwarma murgh k saath banaya jata hai aur Pakistan main paratha shwarma bhi bohat shoq se khaya jata hai