Rangon bina jaise ho aasmaan
Khushboo bina jaise behti hawa
Jaise bina haya ke parda ho koi
Jaise bina duaa ke sajda koi
Tere bina… main
Tere bina… main
Ke tere bina… main
O… tere bina… main
Aa tujhko chaahun main toot ke
Jaana kabhi naa rooth ke
Ho… aa tujhko chaahun main toot ke
Jaana kabhi naa rooth ke
Jaise bina rooh ke jism ho koi
Jaise bina wafa ke ishq koi
Tere bina… main
Tere bina… main
Ke tere bina… main
O… tere bina… main