Part-7( breakup)
Ladki chhoti kapde pahne to vo slut hai...
agar ladki late night parties kare to slut hai....
ladko ke sath ghume to bhi slut........slut slut??????
Kisi ke bhi baare mai bolne se pahle hame hamesha pahle khud ke galeban mai dekhana chahiye ......😒😒
Aur bhi kaam hai yaar life mai ... kyu kisi ki life ko itna importance dena yaar vo jaisi bhi hai ham kyu usko phalatu mai badnam kare vo bhi to kisi ki beti ya bahn hogi unhe bhi kitna dukh hota hoga ... ham agar uske baare mai achha nahi bol sakte to kyu uske baare mai bura bolna kyu kisi ki life barbad karna.... vo jaisi bhi khud ki life khud dekh legi use jo theek lag rha hai vo kar rhi hai...☺
Image Credits-https://pixabay.com/en/woman-cabinet-lion-lapsed-old-2320581/